Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMalhar (1951)
HomeMalhar (1951)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bade armaanon se rakha hai balam teri kasam o balam teri kasam pyaar ki duniyaa mein ye pehla kadam ho o o pehla kadam juda na kar sakenge hum ko zamaane ke sitam o zamaane ke sitam pyaar ki duniyaa mein ye pehla kadam ho o o pehla kadam le utha pyaar bhi angadaai hai dil bhi jawaan aji aise mein liye jaate ho tum bolo kahaan aji aise mein liye jaate ho tum bolo kahaan door duniyaa ki nigaahon se kahin jaayenge hum o kahin jaayenge hum pyaar ki duniyaa mein ye pehla kadam ho o o pehla kadam bade armaanon se rakha hai balam teri kasam o balam teri kasam pyaar ki duniyaa mein ye pehla kadam ho o o pehla kadam teri do aankhon mein dikhte hain mujhe dono jahaan inhin mein kho gaya dil mera kaho dhoondhun kahaan inhin mein kho gaya dil mera kaho dhoondhun kahaan chaand ghatta ho ghate apni muhabbat na ho kam ho muhabbat na ho kam pyaar ki duniyaa mein ye pehla kadam ho o o pehla kadam bade armaanon se rakha hai balam teri kasam o balam teri kasam pyaar ki duniyaa mein
dil tujhe diyaa tha rakhne ko tune dil ko jalaa ke rakh diyaa kismat ne de ke pyaar mujhe mera dil tadpa ke rakh diyaa dil tujhe diyaa tha rakhne ko tune dil ko jalaa ke rakh diyaa kismat ne de ke pyaar mujhe mera dil tadpa ke rakh diyaa bhanware ke labon per fariyaadein kaliyon ke labon par muskaanein bhanware ke labon per fariyaadein kaliyon ke labon par muskaanein bhanware ka kaleja kaliyon mein haai kisne chhupa ke rakh diyaa kismat ne de ke pyaar mujhe mera dil tadpa ke rakh diyaa dil tujhe diyaa tha rakhne ko jis dard se duniyaa darti hai jis ghum se kinaara karti hai jis dard se duniyaa darti hai jis ghum se kinaara karti hai teri nazar ne mere seene mein wo dard chhupa ke rakh diyaa kismat ne de ke pyaar mujhe mera dil tadpa ke rakh diyaa dil tujhe diyaa tha rakhne ko jab dil mein tumhein basaaya tha aashaa ka deep jalaaya tha jab dil mein tumhein basaaya tha aashaa ka deep jalaaya tha taqdeer ke ek hi jhonke ne wo deep bujhaa ke rakh diyaa kismat ne de ke
ek baar agar tu kehde ek baar agar tu kehde tu hai meri ki main hoon tera hum do albele panchhi hum do albele panchhi hum dono ka ek basera do dil dhadke hain chaunk uthi hai jawaaniyan kuchh kaha hai nighahon ne chhed ke pyaar ki kahaniyaan kuchh kaha hai nighahon ne chhed ke pyaar ki kahaniyaan mera mann hi nahin hai mere vash mein mera mann hi nahin hai mere vash mein ye kisne jaadu phera kaho ji ye kisne jaadu phera hum dono ka ek basera aa jaayen na kahin hum tum kisi ki nighaahon mein sang sang hi chalenge hum zindagi ki raahon mein sang sang hi chalenge hum zindagi ki raahon mein tujhe chheen na le koi mujhse tujhe chheen na le koi mujhse ye jag hai bada lootera suno ji ye jag hai bada lootera hum donon ka ek basera haa aa ha ha ha ha haa aa aa aa aa dekho aayi hai sitaaron ki tim timaati ye toliyaan chalo inki chhanw mein hum khele aankh michoniyan chalo inki chhanw mein hum khele aankh michoniyan toote na kabhi jeevan bhar toote na kabhi jeevan bhar ye
aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa tana ta ra na aaaa aa aaaaa garjat barsat bhijat aailo garjat barsat bhijat aailo tumare milan ko apne prem piharva lo garva lagaaye garjat barsat bhijat aailo garjat barsat bhijat aailo tumare milan ko apne prem piharva lo garva lagaaye garjat barsat bhijat aailo garjat jo lo hum tum ek dhing rahilo jo lo hum tum ek dhing rahilo to lo rahilo hiyara samaan to lo rahilo hiyara samaan saawan aailo laal chunariya saawan aailo laal chunariya de ho rangaaye garjat barsat bhijat aailo garjat barsat bhijat aailo oooo
hota raha yunhi agar anjaam wafaa ka legaa na zamaane mein koi naam wafaa ka hota raha yunhi agar anjaam wafaa ka legaa na zamaane mein koi naam wafaa ka hota raha yunhi agar anjaam wafaa ka legaa na zamaane mein koi naam wafaa ka sindoor ki laali hai kisi ke suhaag mein jeete jee jal rahaa hai koi ghum ki aag mein koi ghum ki aag mein iss ke siwaa hogaa bhi kyaa anjaam wafaa ka legaa na zamaane mein koi naam wafaa ka hota raha yunhi agar anjaam wafaa ka legaa na zamaane mein koi naam wafaa ka jaa kar nahin aanaa jise kyon dekhein wo mudke milte nahin humraahi doraahe se bichhad ke doraahe se bichhad ke maalum hai hotaa hai jo anjaam wafaa ka legaa na zamaane mein koi naam wafaa ka hota raha yunhi agar anjaam wafaa ka legaa na zamaane mein koi naam wafaa ka kasmein nahin nibhti dhare reh jaate hai waade ye ret ki deewaar hai jo chahe giraa de jo chahe giraa de sau kaam jafaaon ke hai ek kaam wafaa ka legaa na zamaane mein koi naam wafaa ka hota raha yunhi agar
kahaan ho tum zaraa aawaaz do hum yaad karte hain kabhi bharte hain aahein aur kabhi fariyaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do judaa bulbul hai apne phool se aur ro ke kehti hai judaa bulbul hai apne phool se aur ro ke kehti hai ari duniyaa kiyaa wo zulm jo sayyad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do jahaan hain aur ab jis haal mein hain hum tumhare hain jahaan hain aur ab jis haal mein hain hum tumhare hain tumhi aabaad ho dil mein tumhi ko yaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do hum yaad karte hain humari bebasi ye hai ke hum kuchh keh nahin sakte humari bebasi ye hai ke hum kuchh keh nahin sakte wafaa badnaam hoti hai agar fariyaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do tere kadmon mein rehne ki tamannaa dil mein rakhte hain tere kadmon mein rehne ki tamannaa dil mein rakhte hain judaa duniyaa ne humko kar diyaa fariyaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do hum yaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do
basa li dil mein teri yaad aansoo ponchh liye rahe tu shaad humara hai kya jeeyen na jeeyen taara toote duniyaa dekhe dekha na kisi ne dil toot gaya dekha na kisi ne dil toot gaya taara toote duniyaa dekhe dekha na kisi ne dil toot gaya dekha na kisi ne dil toot gaya kitne hi taare toote hoga na kabhi andhiyaaraa aasmaan par bahut hain taare dil tha ek humara dil tha ek humara toot na jaaye kyun dil uska saathi jis ka chhoot gaya dekha na kisi ne dil toot gaya taara toote duniyaa dekhe dekha na kisi ne dil toot gaya dekha na kisi ne dil toot gaya chaand ko apna daag hai pyaara chhupi hai koi kahaaniii main bhi chhupaye hoon seene mein kisi ki ek nisaani kisi ki ek nisaani kaise mana lun aansoo apne bhaag hi mujhse rooth gaya dekha na kisi ne dil toot gaya taara toote duniyaa dekhe dekha na kisi ne dil toot gaya dekha na kisi ne dil toot gaya
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bade Armaanon Se Malhar (1951) 03:50 20186
 
Poster of Malhar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Shammi, Arjun
Duration : 03:50   Song Number : 20186   

Dil Tujhe Diya Tha Malhar (1951) 04:14 13669
 
Poster of Malhar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Arjun
Duration : 04:14   Song Number : 13669   

Ek Baar Agar Tu Malhar (1951) 03:50 32404
 
Poster of Malhar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Arjun, Shammi
Duration : 03:50   Song Number : 32404   

Garjat Barsat Malhar (1951) 02:10 38664
 
Poster of Malhar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 02:10   Song Number : 38664   

Hota Raha Yunhi Malhar (1951) 03:06 32114
 
Poster of Malhar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Arjun
Duration : 03:06   Song Number : 32114   

Kahaan Ho Tum Malhar (1951) 04:32 13670
 
Poster of Malhar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Shammi, Arjun
Duration : 04:32   Song Number : 13670   

Tara Toote Duniya Dekhe Malhar (1951) 03:27 13671
 
Poster of Malhar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Arjun
Duration : 03:27   Song Number : 13671